|
bolo bolo bolo naa
kuch bolo bolo naa
kaano main ek shor macha hai
aakay tum rus ghoolo kuch bolona
dekho tum ankon ko daikho to jaan sako
sumjho tum baaton ko samjho to maan sako
main kia kaho tum hi jaan lo
itnay chehron main mujhko pehchan lo
nazrain kia kehti hain main to yeh jaan gaya
palkain kyon jhukti hain main pehchan gaya
ek ehsaas hai tum ko bhi pyaar hai
toro yeh qasam zara lub kholo na |